Header Ads

Computer Ke Top 11 Shortcuts - You Should Know

Hello Friend Pichle Ek Post Me Apko Bataya tha ki OTG Cable Ke Hum Kitne type ka upyog me le sakte hai aur is post me hum apko batayenge ki app computer par koi bhi Kuch shortcuts ko apna kar fastly kar sakte hai.
Computer Jaisy Vishal duniya me kam wahi Insaan fastly kar sakta hai jo computer par acchi command janta ho. computer me bina shortcuts ka upyog apke kaam ko long Bana sakta hai. 
To esliye apko ye post pura padhna chahiye Aur me yakin ke sath kahunga ki apko isme bahut kuch seekhne ko milega 
Compouter shortcuts list in Hindi
Computer Shortcuts list


Tops Computer Shortcuts For Daily Works:

Yaha App Kuch shortcut ko dekh sakte hai

1. Windows Button + Tab Button ( Change Tab)

Dosto app Windows button(Start button) aur Tab button ka upyog karke apni windows tab change kar sakte hai. agar apne me bahut si Windows tab khuli hue hai to Just button click karke sabhi tab dekh sakte hai aur open kar sakte hai. Windows button + tab se stylish Tab khulti hai agar apne ye try nhi kiya ho to ek bar jarur kijiye 
Agar app Excel me work kar rhe hai to Alt button + tab button ka upyog bhi kar sakte hai isse button se bhi tab change hoti hai.

2. Ctrl+ C  , Ctrl+ X, Ctrl+ V ( copy, cut, paste)

Dosto In Command ka upyog to apne bahut kiya hoga. Ye Work ko bahut fast Banati hai esliye mujhe ye Command is post me lane pade,
CTRL+C = Is command se koi bhi file ko copy kar sakte hai aur kisi other jagah par usko Paste kar Sakte hai Paste kar Sakte hai
CTRL +X = Is command se koi bhi file cut karke hum kisi other jagah par paste kar sakte hai

CTRL+ V = Is Command se copy ya cut ki hue file ko paste kiya hai jata hai.

3. F2 Button ( Rename)

Agar app Kisi file ka Naam change karke dusra rakhna chahta hai yani usko rename karna chahte hai to F2 button ki Tarah se app esa kar sakte hai. File par ek Click karne ke bad f2 dawane par usko hum rename kar sakte hai

4. Windows Button + L ( Instant Lock)

Running computer par jab koi work chal rha hota hai aur hame kahi bahar jana chahe ya kisi ke aa jane par computer par Fastly lock kar sakte hai jisse us file se koi disturb na kar paye . iske liye app computer me koi bhi password select kar sakte hai aur jarurat padne par Windows + L button dabakar turant lock kar sakte hai.

5. Ctrl+ A ( Select All)

Is Key ka upyog karke ap sabhi text ko ya sabhi file ko Ek bar me select kar Sakte hai usko bad me copy paste Etc. jo karna chahe wo kar sakte hai. Computer me work karte samay ye bahut kam ke Command se jo apko jarur upyog karne chahiye

6. CTRL + M  (Minimize Windows )

Windows ko minimize Karne ke liye Top right par (-) button click karte honge par is shortcut button ko dawakar app kar usse minimize kar sakte hai apko uske liye mouse ko touch karne ki jarurat nhi hai 

7. Ctrl+T (Open New Tab)

Jab app Online Work kar rhe ho to Ctrl+T dabakar new tab open kar sakte hai jisse new tab me app apna kam continue kar sakte hai.
Without mouse ko  touch kiye app new tab open ese kar sakte hai

8. Ctrl + W (close windows)

Is Command ki madad se app Screen me running me chal rhe kisi bhi windows ya tab ko close kar sakte hai. agar aap online work kar rhe hai to tab close karne ke liye aur offline kaam kar rhe hai to puri windows close karne ke liye iska use kar sakte hai.

9. Alt+Enter Button (Properties Option)

Kisi bhi file ki propertise me jane ke liye apko right click karke uske properties option ko select karna hota hai. but is shortcuts ke madad se file ko select karne ke bad ye command dabakar usko properties me direct jaa sakte hai.
Ye shortcut bahut kaam ka hai

10. Ctrl +Z Button ( Undo)

Agar apne Recently koi esi mistake ki hai jo apke pure kaam ko bigad sakti hai to us galti hone ke turant bad ye command ctrl+z dabakar Us galti ko sudhar sakte hai. computer work me kafi time esa hota hai par us command ki madad se app sab sahi kar sakte hai. 

11. Ctrl+P (Print)

Dosto File ko file print karne ke liye apko direct Ye command Press karni hoti hai aur app us Printing option par pahuch jate ho jaha se koi bhi document print kiya jata hai

Dosto In Trick ki madad se app computer work me bahut fastly work kar sakte hai 
Thanks for visiting Hungry Baba

No comments

Powered by Blogger.