Header Ads

How to Earn Doller $ From YouTube Vedio Part-1

Kya app paise kamana chahte hai to hum paise kaise kamate hai uske bare ek Rasta batayenge jo ki apke liye interesting bhi hoga aur ghar bhaithe app paise kama sakte hai. To Dosto Pichle Post OTG Cable ke Kaise Upyog me lete hai Ke Bad hum Batayenge ki Youtube se paise kaise kamaye. Es Post ko Vistar se Samajh Sakte hai Par Paise Kamane sakte hai wo Bhi American Dollers me Jitki Keemat Bharat me Kitni hai app Count kar Sakte hai.
To Es Puri Process ko Humne 2 Part me Divide kiya hai Jisse app Aasani SE samajh Sake Ye Part-1 Ka Post hai. 
 Is Toturial me hum apko batayenge ki Youtube Se paise kamane ke liye 



Money From YouTube Vedio Part-1
How to Earn Doller $ From YouTube Vedio Part-1


What is YouTube : 

Agar app Youtube ke Bare Me Jante hai to acchi baat hai agar nhi jante to hum apko bata de ki Youtube ek Online Videos Store hai jaha Per-day Bahut saare Video upload hote hai. aur Ho Sakta hai ki apne wo videos youtube par dekhi ho. Ye Videos youtube par normal log hi upload karte karte hai jo hum jaise aur app jaise hote hai. Wo Kaafi Log youtube par videos upload karke Acchi earning kar lete hai. Earning kaise hoti uske bare me neeche apko jankari milegi.


Can I Upload Video On YouTube:

Youtube Ki Videos uploading process janne ke bad apko hum bata de ki youtube par koi bhi Video upload kar sakta hai. Aur video upload Karne Ka koi charge nhi hai Balki Youtube us videos ka Paisa bhi Degi. 
Youtube par jitne bhi Videos hai koi un Videos ko Shauk Me Upload kar rha hai to Koi Youtube se paisa kama rha hai. 
app Bhi youtube se paisa kama sakte hai


Hows Is Video Content:

App Soch rhe honge ki Youtube par Video to upload to ho jayegi Par Me Video kaise banau aur Kis Type Ki Banau. To hum apki confusion ko dur kar dete hai
Sabse Phele app sochiye ki apme kya talent hai. kis bare me app master hai. kis topic ko app explain kar sakte hai. 

kya app comedy kar sakte hai
kya app Logo ke sath prank kar sakte hai
kya app koi tips and tricks share kar sakte hai
Kya app Acting kar Sakte hai
Kya app Dance kar Sakte hai
Kya app cooking kar Sakte hai
Kya app Kuch new kar Sakte hai Jo logo ko Pasand aaye

Dosto app Samajh gye honge ki apko kis topic par video banana hai. Youtube par iske example bahut mil jayenge

Process For upload Video on YouTube:

Youtube par Video upload karne ke liye apko Google account banana badega Use hum Gmail account bhi kahte hai. Gmail account Banane Ke Bad app Youtube par Jane Aur Youtube par Sign In Kijiye Waha app google accounts Se Sign Kijiye. 
Agar app apne Naam Se Hi Youtube par Video upload karna chahte hai to Upload Par Click Kar Lijiye
Agar app Youtube Par Ek Alag Se Channel Banana Chahe to Bana Sakte hai. Jaise app video hoga ussi se related naam de dijiye 
For Example: app comedy video bana rhe hai to koi funny name rakh lijiye
Tips and tricks share kar rhe hai to technology se related naam rakh lijiye

Aur Uske Bad Yotube Par Video Upload Karne ke bad app uski Kuch Setting kar Sakte hai jisse apka Video jyada se jyada log dekhe 

Regular Video Upload karte Rahna hai Shuru me kam se kam 5-10 Videos ko upload kijiye
Dheere Dheere log unko dekhenge aur agar unko pasand aayega to wo apke Channel ko Subscribe kar lenge jisse jaise hi app new videos daalenge to Wo apke Videos ko turant dekh lenge esa karne se apki online income hogi
app apne videos ko youtube ke alawa Us video ki youtube links ko Whatsapp par share kijiye facebook par share kijiye aur dosto ko jarur dikhaiye jisse app youtube par faimous ho sakte hai

Dosto Online Income Karne Ke liye apko Thodi mehnat to karni padegi par apko bad me itti mehnat nhi karni aur ap Bahut paisa kama sakte hai

Online Income Ke liye hum apko bata rhe hai ki kaise youtube par apne app ko set kare aur uske bad paise kaise kamate hai uski jankari le 
To phele apko apna youtube channel set karna hai aur faimous karna hai.

Ab app soch rhe honge ki Ye sab karne ke bad paisa kon dega. paise kaise milege aur bahut kuch..
Par Me apki sabhi confusion dur kar dunga.
Sabse phele app apne youtube channel par subscribe prapt kijiye 100+ subscriber ho jaye to app youtube se perday accha paisa kama sakte hai. Agar 1000+ se jyada ho jaye to apko Kahi naukari karne ke jarurat nhi padegi.
 Ye Part-1 Post hai Youtube channel set karne bad youtube se income kaise karte hai uske Liye Part-2 Jarur padhiye ( Kyu Ki adhura gyan khatarnak hota hai) 

Yaha Click Karke Part 2 Padh Sakte hai

No comments

Powered by Blogger.