Header Ads

How to Earn Dollar $ From YouTube Vedio Part-2

How to Earn Dollar From Youtube Ko Hamne 2 Part Me Devide Kiya tha. How to Earn Dollar Ke Part 1 Ko Samajhne Ke Bad app Part 2 Ko Padhkar Bahut Kuch Internet Ke Bare me Samajh Sakte hai
Pichle Post me Humne apko Bataya ki Youtube kya hai us par videos kaha se upload hoti hai. Youtube videos upload karne ke kya maksad hota hai. aur hum youtube par video upload kaise aur kis tarike se video banakar hum Youtube par upload kar sakte hai
Aur is Part Me Hum apko Youtube Par Video upload Karne Ke Bad Paisa kaise Kama sakte hai uske Bare Me Jankari Denge.

Youtube Earning article
Earn Dollar from youtube


How to Earn Money After Video Upload

Dosto hum  apko bata ki Youtube Par Video upload karne ke bad app un Videos par Ads Laga sakte hai. Jis Tarike se app TV Me ads (विज्ञापन) Dekhte ho usi tarike se app Kuch Ads Ko apne Youtube Videos Par Laga Sakte hai. Aur Usi se Earning hoti hai

How to Put Ads On YouTube Videos

YouTube Videos Par Ads lagane Ke Liye apko Google Adsense Ek Advertise Company Hai. Usse Apne Youtube Account ko Link Karna Padega. Google Adsense Ke Ads Ko Website aur Youtube Ki Videos Me Laga Sakte hai Jisse Jo Bhi Earning Hogi. App Google Adsense Account Se Apne Bank Account Me Received Kar Sakte hai.

Google Adsense Ads System On Youtube:
Google Adsense hamare youtube videos par dikhne wale ads. ka paisa deti hai. aur AGar koi un ads par click karta hai to hum ko uska paisa bhi milta hai. Earning country aur videos ke content par depend karti hai. Indian Me Watch Karne Par US Me Video Dekhne wale logo ke click se paisa me diffrent me hota hai


Monetise YouTube Video:

Google Adsense ko apne videos se link karane se phele apko Google adsense ko apne Youtube Channel se apply karna padta hai. Google apke Channel ko Kuch Hours Bad Review karega ki Ye Channel Google adsense ke policies ke according hai ki nhi agar Google adsenes team ko kuch galat laga to apki application disapproved ho jayegi. Agar Sab Kuch Unke According Raha to apko Ads ke liye approval Mil Jayega. Aur app Usse Earning Kar Sakte ho.
Google adsense Ke Liye apply Kaise karte hai uske liye app IS Video Ko Dekh Sakte hai




Approval Milne Ke bad Apko Bus Videos Create karni hai YOutube par Videos upload karni hai apko Paise ki Tension lene ki jarurat nhi hai app Google Account Me Jakar Dekh Sakte hai.

Youtube Par Bahut se Success youtuber hai jo apne career se satisfied hai Hum apko bata De ki Youtube par ek bar success hone ke bad app paise ko bhul jayenge kyu ki apki earning Lakho rupey monthly ho jayegi
YouTube Par Jo Youtuber apne experience share karte hai apko unke videos dekhne chahiye jisse apko kuch motivation mile


Video upload karne ke Bad Un Videos ko Social Sites jaisa facebook, Google plus , twitter Etc. Par Share Kijiye Jisse Unko Jyada se jyada log Dekh Sake,
Shuru me apko Struggle karna padta hai Par jab apka Channel faimous ho jata hai. to aap Bina Koi Tension ke Google adsense se paisa kama sakte hai

Shuru Me apko Esa lagega ki Isme Kuch nhi hai par Yakinan Har Youtuber ko shuru me Ese haalat se gurjana padta hai. 

No comments

Powered by Blogger.